Aaj na jane kyu rone ka mann kiya,
Maa ke aanchal mai sir rakh kar sone ka mann kiya...
Duniya ke is bhaag- daud mai kho chuke the rishte sabhi,
Aaj fir un rishton ko sire se pirone ka mann kiya...
Kisi din bheed mein dekhi thi kisi ki aankhein,
Aaj phir un aankhon mai khone ka mann kiya...
Roj sapno se baatein karti thi mai,
Aaj nazaane kyu unse muh modne ka mann kiya...
Juth bolti hu apne aap se mai,
Aaj najaane kyu apne aap se ek sach bolne ka mann kiya...
Dil toda hai kabhi sabka apni baaton se maine,
Aaj na jaane kyu ek tuta dil jodne ka mann kiya...
Dard dil ka dil me rakha hai maine ab tak,
Aaj na jane kyun tumse har dard kehne ka dil kiya...
Bahut baha liye maine aansu akele muh chhupakar,
Aaj tere seene se lagkar betahatasha rone ka dil kiya...
Aaj naa jane kyun rone ka mann kiya,
Maa ke anchal me sar chhupa ke sone ka mann kiya...

"Maa ke aanchal mai sir rakh kar sone ka mann kiya..." made me emotional, very nice thought.
ReplyDelete@ Irfan
ReplyDeleteThanks a lot :)
This is was a real good work, liked it too much....Keep writing :) :)
ReplyDelete@ Girish
ReplyDeleteThanks for appreciating it :)
loved it....somewhere i am feeling related to this poem...
ReplyDelete@Hema di...
ReplyDeleteThank You so much !!
:)
Keep Smiling :)
सिमरन जी ,आज आपकी कुछ कविताये पढ़ी आनंद आया उधर जीवन के बारे में और ब्लैक हार्ट उत्तम और चिंतन पूर्ण हैं पर जाने क्यों कमेन्ट लोड नहीं हुई .खेर बहुत अच्छा लगा आपका ब्लॉग .शुभ कामना के साथ उस जिंदगी वाली नज़्म को वसीम साहिब के शेर नज़र जो कुछ यूँ सा है
ReplyDeleteहर कदम पर है मोत का खतरा
जिंदगी जेसे कांटे पर ओस का कतरा